Jahan mein tujhsa haseen kaun song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Dec 1980.
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga
Tujhe banake khuda
Bhi to khush hua hoga
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga


Samjh saka na abhi tak
Yeh kaisa jaadu hai
Mere badan mein tere hi
Badan ki khooshbu hai
Mere badan mein tere
Hi badan ki khooshbu hai
Zaroor tu mujhe khwabo
Mein chhu gaya hoga
Zaroor tu mujhe khwabo
Mein chhu gaya hoga
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga


Meri nazar mein tera
Kya makam hai sun le
Meri nazar mein tera
Kya makam hai sun le
Zubaa pe baad khuda
Tera naam hai sun le
Zubaa pe baad khuda
Tera naam hai sun le
Ab is se zyada wafa
Ka suboot kya hoga
Ab is se zyada wafa
Ka suboot kya hoga
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga


Meri dua thi ki main
Tujh sa hubahu paaun
Agar jo paaun to main
Apni roobaru paaun
Agar jo paaun to main
Apni roobaru paaun
Meri duaa ka asar
Tu bhi dekhta hoga
Meri duaa ka asar
Tu bhi dekhta hoga
Jahan mein tujhsa haseen
Kaun doosra hoga
Tujhe banake khuda
Bhi to khush hua hoga
Jahan mein tujhsa
Haseen kaun doosra hoga.