Jagee jagee badan me jwala saiyya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.K.Nadiadwala, R.C.Kumar. This song was released on 17 Jan 1968.
jagi jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala

mana mana kar hari, mane nahi man matwala
pari tune hasna chhod hi, maine tujhe kitna jana
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar daa
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala

aate jate raho me chheda, inhi teri bato se pada ye bakheda

achhi di pehchan, tere do naino ne
achhi di pehchan, tere do naino ne
are ghayal kar di jan, tere do naino ne
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala

ruthe meri aankho se sapne, hue tere khwab me din the jo apne

apna pahle hal na, aisa dekha tha
apna pahle hal na, aisa dekha tha
are solah sal me, sal na aisa dekha tha
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala
jagi badan me jwala, saiy a tune kya kar dala

tere liye rato ko bhatku, aate jate logo ki najro me khatku

kaisi halchul dali, meri javani me
kaisi halchul dali, meri javani me
are julmi tune aag laga di pani me
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala
jagi badan me jwala, saiya tune kya kar dala

mana mana kar hari mane nahi man matwala
pari tune hasna chhod hi maine tujhe kitna jana