Jadu dale hai machal machal kiski nazar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
jadu dale hai machal machal
kiski najar kiski ada kahu kya kasme khuda
mera dil yahi kahi yahi kahi kho gaya
mera dil yahi kahi yahi kahi kho gaya
de chuke dil tujhe hum o sanam allah kasam

sachmuch yahi kahi chala gaya mera armano bhara

abhi tha meri tarah bhola bhala dile diwana mera

o diwana mastana kahu kya haye haye kya ho gaya
jadu dale hai machal machal
kiski najar kiski ada kahu kya kasme khuda
mera dil yahi kahi yahi kahi kho gaya
mera dil yahi kahi yahi kahi kho gaya
de chuke dil tujhe hum o sanam allah kasam
de chuke dil tujhe hum o sanam allah kasam

tanha tadap tadap jiye koi meri ja na aise kaho

dilbar sanam sanam kahe koi sahekhuba se kaho

sahkhuba sahkhuba kaho kya hay hay kya ho gaya