Jadoonagri se nahin jana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jadoonagri se nahin jana ho rasiya
Karke bahan jaana na jaana na
Jadoonagri se nahin jana ho rasiya
Karke bahan jaana na jaana na
Jadoonagri se nahin jana


Nini nini akhiyon mein kazra lagake
Aayi pyari sapno wali raat o sajana
Aayi pyari sapno wali raat
Bhole bhaale sajna samjhale
Mere mann ki bholibhaali baat
O sajana mere mann ki bholibhaali baat
Zaalim hain tera sharmaana o rasiya
Karke bahan jaana na jaana na
Jadoonagri se nahin jana


Phoolo waali bagiya meri rimjhim barse
Thandi thandii halki bahaar
Thandi thandii halki bahaar
Gori gori kaliyon ka gazra pehen ke
Tere liye aayi hain bahaar o rasiya
Tere liye aayi hain bahaar
Sunle tu dil ka afsana o rasiya
Karke bahan jaana na jaana na
Jadoonagri se nahin jana


Taaro jhadi chunari mein
Jhilmil jhilmil jhanke poonam paanchaal
O sajana jhanke poonam paanchaal
Udd nahin jaaye kahin roop ka panchhi
Usko nazariya se baandh
Usko nazariya se baandh
Varna padega pachhtana o rasiya
Karke bahan jaana na jaana na
Jadoonagri se nahin jana.