Jabse tumko dekha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Veena Sharma, Vikas Sharma. This song was released on 26 Nov 1985.
Arey idhar aao na jate kaha ho
Jabse tujhko dekha hain pyar ho gaya
Jabse tujhko dekha hain pyar ho gaya
Tu le ya na le dil taiyar ho gaya


Tu nari main bharamchari
Kaise kundali milegi hamari
Tan ko na jaga man ko na jaga
Nare baba na nare baba na
Ha ha na na na ha ha


Arey na na tera chehara sawar ho gaya
Arey na na tera chehara sawar ho gaya
Tu le ya na le dil taiyar ho gaya


Pyar se dungi shok se dungi
Jan hain teri dil bhi hain tera
Nain mein tu hain hoth pe tu hain
Dal jara sa baho ka ghera
Main to bajrang bali ka hu chela
Pyar ka khel maine na khela


Jit hogi teri vaar karle
Phir do pal ka hain pyar karle
Ajama le yaar kaise hoga pyar
Aaja mere yaar karde bada vaar
Ha ha na na ha ha na na


Na na teri sun ke mangalvar ho gaya
Na na teri sun ke mangalvar ho gaya
Tu le ya na le dil taiyar ho gaya


Jan gayi main chhoad kahani
Aaj to jane na ungi
Aaj na tune khana mana
Tu hain anadi sabse kahugi
Tune bhadkaya kah ke anadi
Ab na dekhu aagadi pichadi
Tir mera nisane pe laga
Aaj man mein tere pyar jaga
Aaja mere yaar nare baba na
Aaja jaldi aa nare baba na
Aaja na na aaja na na


Main hoon nari tu hain bharamchari
Kaise kundali milegi hamari
Tan ko na jaga man ko na jaga
Nare baba na nare baba na
Ha ha na na na ha ha


Na na sun ke teri ji pyar ho gaya
Arey na na sun ke teri ji pyar ho gaya
Tu le ya na le dil taiyar ho gaya.