Jab yaad kiski aati hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Naresh Saigal .. This song was released on 01 Jan 2018.
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Ankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai


Jab in aankho me pyar
Machal kar rota hai
Dil duniya bhar ke dard
Me dhuba hota hai
Har saans meri ghabrati hai
Meri jaan pe ban ban jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai


Hum diwane kaise
Kaise dukh sahete hai
Apne majhi se dur
Bahvar me rahte hai
Hum ko har moj darati hai
Kahi dur baha le jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai


Har phul kisi ki yaad
Me khoya khoya hai
Ye sabnam hai ya
Pyar kisi ka roya hai
Jab baag me koyal gaati hai
Duniya me bhi uth jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Aankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai.