Jab se tujhe dekha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kiran Vohra. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil hoon jaa hoon
Sahezaada-e-pyaar hoon
Sab se pyaara
Yaaro ka mein yaar hoon
Lekin jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana


Jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare


Tauba uthake jo teri aankhe jhuki
Dekha maine meri to saanse ruki
Sarmo haya ka parda hatana
Aashiq toh apane aise satana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare


Jaadu koi teri addao mein hain
Tera jalwa meri nigahon mein hain
Shamaa hain tu to main hun parwana
Mere labo pey tera tarana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare


Mera naghma teri kahani lage
Soon to mujhko khawabo ki raani lage
Main tera kyaa hoon
Mujhko batana raaje mohabbat
Mujhse chhupana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare


Hoo jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare.