Jab kisi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2009.
Jab kisi bewafa ka naam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Apne dil hi se intkaam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Apne dil hi se intkaam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Naam liya…


Tujhse achha hain tera gham aye dost
Tujhse achha hain tera gham aye dost
Jisne iss zindagi ko thaam liya
Apne dil hi se intkaam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Naam liya…


Puchhiye mat ki dil pe kyaa ghuzari
Puchhiye mat ki dil pe kyaa ghuzari
Jab rakeebo ne tera naam liya
Apne dil hi se intkaam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Apne dil hi se intkaam liya
Jab kisi bewafa ka naam liya
Naam liya…