Jab gham-e-ishq satata hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nayaya Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
jab gham-e-ishq sataataa hai to hans letaa hoon

haadsaa yaad ye aataa hai to hans letaa hoon

meri ujdi huyi duniyaa mein tamannaa kaa chiraagh

jab koyi aa ke jalaataa hai to hans letaa hoon

koyi daawaa nahin fariyaad nahin tanz nahin

raham jab apne se aataa hai to hans letaa hoon