Jab diip jale aanaa, jab shaam dhale aanaa song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajshri Productions, Tarachand Barjatya. This song was released on 29 May 1976.
jab diip jale aanaa, jab shaam dhale aanaa
sandes milan kaa bhuul na jaanaa meraa pyaar naa bisaraanaa
jab diip jale aanaa
nit saanjh savere milate hain
unhen dekhake taare khilate hain
lete hain vidaa ek duuje se kahate hain chale aanaa
jab diip jale aanaa
nii re ga, re ga, ma ga re sa sa nii
pa pa ma, re ga, sa nii sa ga pa ma pa
main palakan dagar buhaaruungaa
terii raah nihaaruungaa
merii priit kaa kaajal tum apane nainon men male aanaa
jab diip jale aanaa
jahan pahali baar mile the ham
jis jagah se sang chale the ham
nadiya ke kinare aaj usi
amava ke tale aanaa
jab diip jale aanaa