Jab bahar aayi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Jan 1993.
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

Bazme gul chhod gaya dil mera pagal nikala

Ek mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi

Ham jise umr smjhte the wo ek pal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

Jab use dhudhne nikala to nishaa tak na mila

Dil mein maujud raha aankh se ojhal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

Woh afasan e dil sun ke hasa karte the
Woh afasan e dil sun ke hasa karte the
Itna roye hai ki sab aankh ka kajal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala
Bazme gul chhod gaya dil mera pagal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala.