Jaaun main kahaan daata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by H. S. Kwarta. This song was released on 01 Jan 2018.
Jaaun main kahaan daata
Jaaun main kahaan
Teraa dekh liyaa ye jahaan
Jaaun main kahaan haay
Jaaun main kahaan


Gham ke andhere hain
Dukhdon ka saath hai
Chanda banaane waale
Din mera raat hai
Kisko sunaaun jaa ke
Kisko sunaaun jaa ke
Dil kaa bayaan
Jaaun main kahaan
Teraa dekh liyaa ye jahaan
Jaaun main kahaan haay
Jaaun main kahaan


Maanaa buri hun
Par hoon to tumhaari
Kehti hai tumse ab to
Duniyaa hamaari
Duniyaa hamaari
Bigdi banaa do meri
Bigdi banaa do meri
Aa ke yahaan
Jaaun main kahaan haay
Jaaun main kahaan


Tere jahaan mein maalik
Kaantey hi kaantey hain
Aansu diye hain mujhko
Phool tune baantey hain
Phool tune baantey hain
Dil ki sadaayen sun le
Dil ki sadaayen sun le
Main hoon bezubaan
Jaaun main kahaan
Tera dekh liyaa ye jahaan
Jaaun main kahaan
Daata jaaun main kahaan.