Jaanewale laut ke aana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale


Gam ki ghataye gehri gehri
Aaj hawa bhi thehri thehri
Sans fiza ki dhimi dhimi
Ankh humari bhigi bhigi
Madham tare ashk humare
In ashko ka bhag jagana


Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale


Dil ki tamanna dubi dubi
Pyar ki mehfil suni suni
Nind humari ruthi ruhti
Rehne lagi hu khoi khoi
Gum sum hote ban gaye shole
In sholo me phool khilana
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale.