Jaane walo ka gham toh hota hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ved Rahi. This song was released on 25 Jan 1980.
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai

ek aasu jo ek katra hai
ek aasu jo ek katra hai
jindagi ko isi se khatra hai
admi ko admi ko
admi ko yahi dubota hai
janewalo ka gum to hota hai

rat dhalti hai dil nikalta hai
rat dhalti hai dil nikalta hai
waqt ke sath sab badalta hai
ye hua hai ye hua hai ye hua hai
yahi to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai

aao ab aur kuch kre baaten
aao ab aur kuch kre baaten
fir kha ye hsin jwa raaten
aisi raato me aisi raato me
kaun sota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai