Jaane kyun mujhe abb yun lage song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Joginder. This song was released on 08 Aug 1980.
Jaane kyun mujhe abb yun lage,
Pyaar ke bina jina bhi hai saja
Jaane kyun mujhe abb yun lage,
Pyaar ke bina jina bhi hai saja
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Jaane kyun mujhe abb yun lage
pyaar ke bina jina bhi hai saja


Jaaga jo dard dil mein, bechain ho gaya dil
Tu hi dawa hai dil ki, aise mein pyaar se mil
Yeh dillagi banake rahi dil ki lagi
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada


Tanaha nahi katengi iss jindagi ki raahein
Manjil tab milegi baahon mein jab ho baahein
Jab tak rahe aaja sanam milake chale
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Jaane kyun mujhe abb yun lage,
Pyaar ke bina jina bhi hai saja
O mere saathi mausam hansi hai
Aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada.