Jaanam jaanam teraa meraa pyaar nayaa hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sawan Kumar Tak. This song was released on 01 Jan 2018.
jaanam jaanam teraa meraa pyaar nayaa hai
giit puraanaa saaz nayaa hai
jaanam jaanam
aaj kii har ghadii rup men ik nayaa nikhaar leke aaii hai
raat kii chaandanii zindagii men ik nai bahaar leke aaii hai
kudarat ne khole hain aakhon ke raaj naye
jaanam jaanam
jharanon men aaj nayaa giit hai
giiton men pyaar kaa sangiit hai (2)
mahakii havaa ne chanchal fizaa ne (2)
tujh hii se siikhe hain aakhon ke raaj naye
jaanam jaanam