Jaagi jaagi raaton mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nishikant Jha. This song was released on 01 Jan 2018.
Jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon
Tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon


Jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon
Tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon


Yaado mein raat bhar ab toh shaamo sehar
Tere bina tere bina tere bina tere bina


Jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon
Tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon
Pyar ka hai asar ab tumhe chod kar jana kahan
Jana kahan jana kahan jana kahan jana kahan


Jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon
Tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon


Dekhe aankhon ne roz sapne
Sapno mein teri justjoo hai
Dil ki jarurat ban gayi hai
Teri baahon mein jo sukoon hai
Tu hi mera piya tu hi mera jiya
Tujhe chun liya aaj maine
Ab har ghadi hoon tere saath saath
Jis raah ka tu pta de
Khusboo hawaon mein bikhri hai sandal ki
Dil ko khabar teri ab toh har pal ki
Ab nahi koyi darr
Ab mera humsafar
Ye aasmaan ye aasmaan ye aasmaan


Dil ki kitaabo mein likha hai
Pyar dilon ka khuda hai
Lafzo se pucho to kahenge
Pyar hasi ek khata hai
Tu hi mera khuda hai
Tu hi meri dua hai
Tujhe dil diya aaj maine
Saanson ke taar hai bekaar
Ek baar fir muskura de


Meethi meethi baaton se dil ye dhadakta hai
Tu na mile jis pal dum ye nikalta hai
Khayi maine ye kasam na juda honge hum
Vaada raha vaada raha vaada raha.