Jaaduu terii nazar, khushabuu teraa badan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . It is produced by Yash Chopra. This song was released on 24 Dec 1993.
jadu teri nazar, khushabu tera badan (2)
tu han kar ya na kar (2)
tu hai meri kiran (2)
jadu teri nazar
(mere khvabon ki tasvir hai tu
bekhabar meri taqadir hai tu ) - 2
tu kisi aur ki ho na jana
kuchh bhi kar jaunga main divana
tu han kar ya
(fasale aur kam ho rahen hain
dur se pas ham ho rahen hain ) - 2
mang lunga main tujhe asaman se
chhin lunga tujhe is jahan se
tu han kar ya