Itni hasin itni jawan raat kya karein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vasant Joglekar, Panchadeep Chitra. This song was released on 01 Jan 1963.
Itni hasin itni jawan raat kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se
Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein

Saanson mein ghul rahi hai
Kisi saans ki mehak
Saanson mein ghul rahi hai
Kisi saans ki mehak
Daaman ko chhoo raha hai
Koi haath kya karein
Daaman ko chhoo raha hai
Koi haath kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se
Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein

Shayad tumhare aane se
Yeh bhed khul sake
Shayad tumhare aane se
Yeh bhed khul sake
Hairan hain ki aaj nayi baat kya karein
Jaage hain kuch ajeeb se
Jazbaat kya karein
Itni hasin itni jawan raat kya karein