Itne kareeb aao song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. The music of this song is composed by . It is produced by Ekta Kapoor, Shobha Kapoor. This song was released on 13 May 2011.
Naa sunayi do, naa nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Naa sunayi do, naa nazar aao
itne kareeb aao, itne kareeb aao
Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin, par hoga tumhe nibhana
Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin, par hoga tumhe nibhaana
Saanson ki tarah aao
Sanson ki tarah jao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Chalne mein kya mazaa hai, patthar chubhe jo neechay
Keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neechay
Chalne mein kya mazaa hai, pathar chubhe jo neechay
Keh do toh bichha doon dil ko kadam ke neechay
Ghar chal sako, toh aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Naa sunayi do, naa nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao |2x times|