Iss tarah gham ka nasha song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Sep 2013.
Iss tarah gham ka nasha aur badhaya jaaye

Aansu o ko bhi sharaabo mein millaya jaaye

Maikade mein woh tadapne ka
Sabab puchhate hai
Maikade mein woh tadapne ka
Sabab puchhate hai
Koi batlaaye ke kyaa unko bataya jaaye
Koi batlaaye ke kyaa unko bataya jaaye
Aansu o ko bhi sharaabo mein millaya jaaye
Iss tarah gham ka nasha aur badhaya jaaye

Dil ki khwaish hain ke didaar karun main aisa

Aaina tujhko kisi roj banaya jaaye
Aaina tujhko kisi roj banaya jaaye
Aansu o ko bhi sharaabo mein millaya jaaye
Iss tarah gham ka nasha aur badhaya jaaye

Jisne barbaad mohabbat mein kiya hain nazami

Iss saare ghum kabhi sukun bhi sunaya jaaye
Iss saare ghum kabhi sukun bhi sunaya jaaye
Aansu o ko bhi sharaabo mein millaya jaaye
Iss tarah gham ka nasha aur badhaya jaaye
Iss tarah gham ka nasha aur badhaya jaaye.