Ishq kabhi kario na song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Gupta. This song was released on 09 Dec 2004.
Ishq na kar ke dariyo
Ishq hi kariyo na
Mar gaye ishq mein
Aashiq aashiq baniyo na
Mar gaye ishq mein
Aashiq kitne aashiq baniyo na
Mar gaye ishq mein
Aashiq kitne aashiq baniyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq da rasta bada kathhin
Ye rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na


Jogiyon ko haay kaise
Jog lag jaate hain
Aashiqon ko pyaar waale
Rog lag jaate hain
Akhiyon mein akhiyon
Mein raat kat jaati hai
Bhukh mar jaati hai
Neend loot jaati hai
Dil na chain se jeene
Dega dil ki suniyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na


Dil waala dhhundhhta
Hai dil ka thhikaana
Galiyon mein ghoomta
Hai banke diwaana
Haay seene mein lagne
Dein duniya ke taane
Bante hain ban jaane
Dein sau fasaane
Baat bane toh thheek
Warna zid pe adiyon na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na


Mar gaye ishq mein aashiq
Kitne aashiq baniyo na
Ishq da rasta bada kathhin
Hai rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na.