Ishq bada sangdil song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shashikant Chheda, Amit Chheda. This song was released on 11 Feb 2011.
Ya ali
Ishq se jis ne
Ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah
Mein jo bhi chala
Uss ko na mili
Kabhi manzil hai


Ishq se jis ne
Ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah
Mein jo bhi chale
Uss ko na mili
Kabhi manzil hai


Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali


Ishq mein
Marna aasan hai
Jeena bada hi
Mushkil hai
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali


Ishq mein
Marna aasan hai
Jeena bada hi
Mushkil hai
Aansun aahain
Jagna tadapna
Ishq mein ye
Sab haasil hai


Ishq se jis ne ishq kiya
Ishq usi ka qaatil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai


Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali


Waaden bhoole
Kasme tode
Beech bhawar
Mein laa ke chode
Apna jis ko
Maane ye dil
Ban ke paraya
Huwa mode
Sadiyon purani
Hai ye riwayat
Ye na yaqeen
Ke qaabil hai


Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai


Ishq se jis ne ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah
Mein jo bhi chala
Uss ko na mili
Kabhi manzil hai


Ishq se jis ne
Ishq kiya hai
Ishq usi ka qatil hai
Ishq ki raah
Mein jo bhi chala
Uss ko na mili
Kabhi manzil hai


Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali


Pal do pal ki
Khushiyan laayen
Saari umar ka
Gham de jaayen
Saat samandar
Se na bhujeh jo
Aisi lagi is dil
Mein lagaayen
Ishq se koi na ishq kare
Baat kahi jo bismil hai


Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai
Ishq bada hi sangdil hai
Ye ishq bada hi sangdil hai


Haa
Ishq bada
Hi sangdil hai
Ye ishq bada
Hi sangdil hai
Ishq bada
Hi sangdil hai
Ye ishq bada
Hi sangdil hai
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali
Ya ali ya ali
Maula ya ali ya ali.