Is this love (kahi na laage man) song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Taurani, Kumar S. Taurani. This song was released on 18 Jul 2008.
kissa tera, teri daasta, chehra tera khud kare baya
kisi se pyar tujhe ho gaya, tu maan ja, ha maan ja

kahi na laage mann, kya hai ye sunapan aaha aaha
mujhe tum bata do, koi to wajah do aaha aaha
har ghadi ab khayalo mein, keh raha hai koyi
har ghadi mere khaabo mein, aa raha hai koyi
is this love, maine na jaana aa aa ha ha
is this love, tu hi bataana aa aa aa ha

could this be love, can you tell me
could this be love

tune chuna ishq ka raasta
humsafar, is safar mein dhundata hai tu
ha baat ye maan bhi le jara
tutkar ab kisi ko chahta hai tu
raat din meri nindon mein, jag raha hai koyi
raat din meri aankhon mein, bas raha hai koyi
is this love, maine na jaana aa aa aa ha
is this love, tu hi bataana aa aa aa ha

kahi na laage mann, kya hai ye sunapan aaha aaha
mujhe tum bata do, koi to wajah do aaha aaha
i need you, you need me
all we need is this feeling of love
inside our heart

tune tera dil kisi ko diya
baat ye sach hai agar tu maan le ise
dil ka sukun tune hi kho diya
ab haqiqat hai ye tu jaan le ise
aajkal meri chaaho mein, dhal raha hai koyi
aajkal meri saanso mein, chal raha hai koyi
is this love, maine na jaana aa aa aa ha
is this love, tu hi bata na aa aa aa ha