Insaaf wala jo bhagwan hota to song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chandrakant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Insaf wala jo bhagwan hota to
Insaf wala jo bhagwan hota to
Kahe garibo ka chalan hota
Insaf wala jo bhagwan hota to
Kahe garibo ka chalan hota
Kahe garibo ka chalan hota


Hote hai note sada numbar hamare
Barish me tapke to chappar hamare
Hote hai note sada numbar hamare
Barish me tapke to chappar hamare
Pathar ke takiye ghash ke bichone
Pathar ke takiye ghash ke bichone
Dunia ke hatho me hum hai khilone
Agar tu sabhi hi ka gahban hota
To shikwa na tujhse meri jan hota
To shikwa na tujhse meri jan hota
Insaf wala jo bhagwan hota to
Kahe garibo ka chalan hota


Koi adharmi ya kafir nahi hu
Mai union ka bhi leader nahi hu
Koi adharmi ya kafir nahi hu
Mai union ka bhi leader nahi hu
Kisko pukare kismat ke bete
Kisko pukare kismat ke bete
Abba hamara tu hum tere bete
Agar ek sa tera farman hota
Na badla garibo ka gurban hota
Na badla garibo ka gurban hota
Insaf wala jo bhagwan hota to
Kahe garibo ka chalan hota.