In aankho ka tu tara hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajan Lall, G. Venkateswaran. This song was released on 25 Nov 1991.
In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain
Waqt ki deri hain
Tere sath dua meri hain
Kyu palke bhigi teri
In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain


Tu mere pyaar ka phool hain
Ya mere pyar ki bhul hain
Jeevan ke ye raste
Kaato bhare tere waste
Hain kaha pe teri manzil
Rota hai maa ka dil
Khush rahna tu sada


In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain
Bhagwan ka sahara hain
Thod adur hi kinara hain
Waqt ki deri hain
Tere sath dua mer ihai
Kyu palkie bhigi teri
In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain.