Humne tujhko pyar kiya, kaun karega itna (version 2 - lata) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravindra Dave. This song was released on 01 Jan 2018.
humne tujhko pyaar kiya
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

tune hum par laakh zafa ki
humne ada hi samjhi
tujhse koi bhul hui to
apni khata hi samjhi
samne tere yun hans hans ke
samne tere yun hans hans ke
lutte rahe hum jitna
kaun lutega itna
kaun lutega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

pyar pe mere naaz tumhe tha
yaad karo wo nazara
haath pe apne likh lete the
jab tum naam humara
teri ada ke bhole pan se
teri ada ke bhole pan se
mitte rahe hum jitna
kaun mitega itna
kaun mitega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

aankh churai thes lagai
dil bhi tune toda
laakh chhudaya tune daman
humne saath na chhoda
tere karam ko tere sitam ko
tere karam ko tere sitam ko
sahte rahe hum jitna
kaun sahega itna
kaun sahega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

tu hi tu hai in aankho me
aur nahi koi duja
tujhko chaha tujhko saraha
aur tujhe hi pooja
tere dar ko maan ke mandir
tere dar ko maan ke mandir
jhukte rahe hum jitna
kaun jhukega itna
kaun jhukega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna

humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna
kaun karega itna