Hum ko choone paas aaiye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anurradha Prasad. This song was released on 06 Oct 2006.
Humko chhoone paas aaiye
Rag rag bharne paas aaiye
Humko chhoone paas aaiye
Rag rag bharne paas aaiye
Paas aakar kuchh
Dil ko behlaakar
Ho kuchh baaten armaan hai
Gam sab de de aaisa hai
Hampe takaluff ho
Kuch silasila nikle
Aap agar paas aaiye
Doobe bhanvar mein yun
Jaane kahaan nikle
Aap agar pass aaiye
Itni si bas mehfil ho
Aap iss dil mein shaamil ho
Humko chhoone paas aaiye
Rag rag bharne paas aaiye
Tham jaaye raat aadhi
Badh jaaye baat aadhi
Hampe takalluff ho
Kuchh silsila nikle
Aap agar paas aaiye
Doobe bhanvar mein yun
Jaane kahaan nikle
Aap agar pass aaiye


Chhoo lene se hararat badhi
Kaise kahe tumhen ajanabi
Ho tum zindagi kab thi khabar
Kya tha yakeen banke lagan
Banke khushi
Bas jaaoge mujh mein kahi
Haa chhoo lene se hararat badhi
Kaise kahe tumhen ajanabi
Ho tum zindagi kab thi khabar
Kya tha yakeen banke lagan
Banke khushi
Bas jaaoge mujhmein kahi


Ek pal ko paas aakar
Kuchh dil ko behlaakar
Aaisa kuchh kar lete hain
Ghar tumko kar lete hain
Humko chhoone paas aaiye
Rag rag bharne paas aaiye
O yeah yeah
Yeh chand lamhen bhi
Jald beet jaayenge
Raahen juda ho jaayegi
Ham saath ho na ho
Dil se duaan denge
Khushiyon bhari ho zindagi.