Hua yeh hangama song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 16 Jun 1995.
Kaisa hua kaisa hua
Kaisa hua ho rama
Kaisa hua
Aise hua aise hua
Aise hua ho rama
Aise hua
Hua yeh hangama aise hua
Hua yeh hangama aise hua


Main bhi hu raji aur
Tu bhi hai raji
Main bhi hu raji aur
Tu bhi hai raji
Apna bhala kya krega ye kaji
Aaye koi koi jaye yaha se
Aaye koi koi jaye yaha se
Harenge na hum mohabbat ki baji
Kaisa hua kaisa hua
Kaisa hua ho rama
Kaisa hua
Hua yeh hangama kaise hua
Hua yeh hangama kaise hua


Darta tha jisse ye sara jamana
Darta tha jisse ye sara jamana
Dekho pada hai use sar jhukana
Sise ke hatho se pathar ko tode
Sise ke hatho se pathar ko tode
Chode kisi ko na ye vakat chode
Aise hua aise hua
Aise hua ho rama
Aise hua
Hua yeh hangama aise hua
Hua yeh hangama aise hua


Julmo sitam ki diware utha ke
Julmo sitam ki diware utha ke
Batha tha najro pe
Pahre bitha ke
Tufan banke koi saks aaya
Tufan banke koi saks aaya
Charo taraf pyar ka rang chhaya
Kaisa hua kaisa hua
Kaisa hua ho rama
Kaisa hua
Hua ye hangama aise hua
Hua ye hangama aise hua
Aise hua aise hua
Aise hua ho rama
Aise hua
Hua yeh hangama aise hua
Hua yeh hangama aise hua.