Hua ram ka janam song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai


Dawre gunj rahi sehnayi
Ghar aangan mein shobha chhayi
Aayi ghadi suhani aayi
Koi gunj raha har har ki
Koi sajata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai


Maiya jhula rahi hai jhulna
Ghar aaye chanda se lalna
Phulo se bhi sundar palna
Danvir balbir thal bhar tal lutata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai


Sakhiya aangan ko kurati
Pure ghar mein dip jalate
Phir mil mangal git gati
Phir mil mangal git gati
Raghukul mein kuldeepak
Haye man lehrata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai.