Hoga kya aage janab song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ratan Mohan. This song was released on 01 Jan 2018.
Katil ki nigaho se bach kar
Ek zam chura ke lai hu
Aankho se utha hotho se laga
Mai khud hi ek surahi hu
Pani ko zamana pita hai
Is aag ko aaj to pina hai
Anjam se budjil darte hai
Har hal me humko jina hai


Ae ji hoga kya aage janab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Ae ji hoga kya aage janab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Haye abhi to sawal hai jawab dekhna


Ye husn tera mohabbat meri
Hai rango bhari jawani teri
Ye husn tera mohabbat meri
Hai rango bhari jawani teri
Ha ji chahata hai jawani luta du
Tujhe aaj ek nai jannat dikha du
Aankh sharabi hoth gulabi
Aankh sharabi hoth gulabi
Mere hath hai dil ki chabi
Mere dil ki chabi
O mera gora gulabi shabab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Ae ji hoga kya aage janab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Haye abhi to sawal hai jawab dekhna


Natije se hum darte nahi
Jo dete hai jaa wo marte nahi
Natije se hum darte nahi
Jo dete hai jaa wo marte nahi
Mere hath ki tum dekhna safai
Jo hai wo batau maze ki duhai
Hum bhi khiladi tum bhi khiladi
Hum bhi khiladi tum bhi khiladi
Chakkar baz hai duniya sari duniya sari


Ho yaro yaro ki yari ka kamal dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Ae ji hoga kya aage janab dekhna
Abhi to sawal hai jawab dekhna
Haye abhi to sawal hai jawab dekhna
Haye abhi to sawal hai jawab dekhna.