Hello hello song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera


Kahne wale kahte mujhe to mastana
Filmo ka mara hasino ka diwana
Are kahne wale kahte mujhe to mastana
Filmo ka mara hasino ka diwana
Yar gali kucho me charcha hai aam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera


Leke nahi aaya mai pawa ki kamai
Bade ghar ka bhi nahi hu mai jamai
Leke nahi aaya mai pawa ki kamai
Bade ghar ka bhi nahi hu mai jamai
Aap hi ki kismat banana hai kam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera


Socho mat pyaro ke mai to hu aawara
Chamkega yaro mera bhi to sitara
Socho mat pyaro ke mai to hu aawara
Chamkega yaro mera bhi to sitara
Dekh le na hoga jamana gulam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera
Hello hello le lo salam mera
Yaro ka yar hu mai puchiye na nam mera.

More songs from Band Master (1963)