Hawaon ne yeh kaha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gautam Kumar, Rohit Kumar. This song was released on 19 Apr 2002.
[Nahin marna ganwara pyaar mein
Tumse yeh kehna hai
Tumhein bhi zinda rehna hai
Mujhe bhi zinda rehna hai]

Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Magar jo pyaar karte hain
Kabhi bharte nahin aahein
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani

Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Magar jo pyaar karte hain
Kabhi bharte nahin aahein
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani

Gardish mein hi sahi
Yeh sitare humnashin
Gardish mein hi sahi
Yeh sitare humnashin
Dhoondhegi kal hamein
Phir bahaarein humnashin
Imtehan pyaar ke roz hote nahin
Pyaar wale kabhi sabra khote nahi
Mohabbat ho hi jaati hai
Mohabbat ki nahi jaati
Yeh aisi cheez hai jo sabke
Hisse mein nahi aati
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani

Woh mohabbat hi nahin
Jismein dil lut gaye
Woh mohabbat hi nahin
Jismein dil lut gaye
De ke kurbaniyan premi khud mit gaye
Soch le jaan-e-man humko milna hai ab
Aage peechhe nahi, sath chalna hai ab
Mohabbat raaz hai aisa
Jo samjhaya nahi jata
Yeh aisa geet hai har
Saaz pe gaya nahi jata

Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani

[Hum likhenge prem kahani] x 4

Aa....