Hasi rendition song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt, Mukesh Bhatt. This song was released on 12 Jun 2015.
Raanjhanaa tainu chadd ke jaana
Jogiya ve mahiya..
Tere bina nai jeena aa..


Chaand chadh jati saare loki paye tak de
Kande lag jaati kacha ghada ban ke
Main aawangi hawaa ban ke
Main aawangi hawaa ban ke


Chaand chadh jati saare loki paye tak de
Kande lag jaati kacha ghada ban ke
Main aawangi hawaa ban ke
Main aawangi hawaa ban ke


Haan ho..


Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye


Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye o..aa..


Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage


Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage


Har safar har jagah
Haan wahin ban gaye
Maante thhe khuda
Aur haan wahi ban gaye o.. Aa..


Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe


Har safar har jagah
Haan kahin ban gaye
Maante thhe khuda
Aur haan wahi ban gaye ho.. Aa..


Chand chadh jaati saare loki paye takde
Kande lag jaati kacha ghada ban ke
Main aawangi hawa bann ke
Main aawangi hawa bann ke


Chand chadh jaati saare loki paye takde
Kande lag jaati kacha ghada ban ke
Main aawangi hawa bann ke
Main aawangi hawa bann ke.