Har cheez yaha ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Sab ronak aani jani
Sab ronak aani jani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani


Do din bhawra phool pe dole
Do din bhawra phool pe dole
Do din amrit ras mein ghole
Do din amrit ras mein ghole
Do din prem kahani
Do din prem kahani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani


Pal bhar hai naino mein dore
Pal bhar hai naino mein dore
Pal bhar ke joban hichkore
Pal bhar ke joban hichkore
Pal bhar ki mehmani
Pal bhar ki mehmani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani


Kyu teeno se preet badhate
Yeh teeno jakar nahi aate
Kyu teeno se preet badhate
Yeh teeno jakar nahi aate
Joban roop jawani
Joban roop jawani
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani
Mela do din ka
Mela do din ka
Har cheez yahan ki paani
Har cheez yahan ki paani.