Hans le mauj uda le song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1951.
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki


Jeevan hai ek pal ka mela
Jeevan hai ek pal ka mela
Aaj hai aur kal kuchh bhi nahi
Aaj hai aur kal kuchh bhi nahi
Geet khushi ke gaa le o gaa le
Geet khushi ke gaa le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki


Pal bhar ki zindgani ho zindgani
Pal bhar ki zindgani ho zindgani
Pal bhar ka yeh mel
Pal bhar ka yeh mel
Karna ho so kar le ha kar le
Karna ho so kar le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki


Bichhad gaya jab man ka saathi
Bichhad gaya jab man ka saathi
Saaz kahi aawaz kahi
Saaz kahi aawaz kahi
Jeevan ka jal bhar le ho bhar le
Jeevan ka jal bhar le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki
Hans le mauj uda le
Ke duniya do din ki
Ke duniya do din ki.