Hamein ab ye jeena ghawara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai


Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Muqadaar ko lekin
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai


Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Jise hamne rokar
Guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai


Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Zamaane mein jiska
Sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai.