Hame yaad aa rahi unki song is from and it is sung by .It stars Jairaj, Leela Chitnis and Pritibala in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
hame yaad aa rahi unki , hame yaad aa rahi unki
bah rahi hawaa faagun ki
hame yaad aa rahi unki, bah rahi hawaa faagun ki

jab yaad kisi ki aaye, man phula nahi samaye, samaye
jab yaad kisi ki aaye, man phula nahi samaye
rang bhari laaj barsaaye, rang bhari laaj barsaaye
bhar bhar jholi kumkum ki
o bhar bhar jholi kumkum ki
bah rahi hawaa faagun ki, hame yaad aa rahi unki
bah rahi hawaa faagun ki, hame yaad aa rahi unki

kitna hi, kitna hi koi ruthe
kitna hi koi ruthe
ye prem ki dor, prem ki dor
ha prem ki dor
ye prem ki dor na tute, ye prem ki dor natute
ghar aaye sajan kachu bhule
ghar aaye, ghar aaye, ghar aaye sajan kachu bhule
dhun sun meri runjhun ki
o dhun sun meri runjhun ki
bah rahi hawaa faagun ki, hame yaad aa rahi unki
unki unki, bah rahi hawaa fagun ki
bah rahi hawaa faagun ki