Hame itna bata de bhagwan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O sansaar banane waale
Ho sabke bhagwaan
Tujhe na aai laaj chheen kar
Ek kali ke praan ho o o
Hame itna bata de bhagwaan
Hame itna bata de bhagwan
Yaha marta hai kyun insaan
Yaha marta hai kyun insaan
Tu dekar kyun letaa hai jaan
Yaha marta hai kyun insaan
Haay yaha marta hai kyun insaan


Tu hi maati se putla banaata hai
Tu hi maati se putla banaata hai
Kai rangno se usko sajaata hai
Phir banaakar mitaane
Mein o devta aa
Phir banaakar mitaane
Mein o devta
Kaun si hai badhi teri shaan
Hame itna bata de bhagwaan
Hame itna bata de bhagwaan
Yaha marta hai kyun insaan
Yaha marta hai kyun insaan
Tu dekar kyon letaa hai jaan
Yaha marta hai kyun insaan
Haay yaha marta hai kyun insaan


Tujhe bhagwaan
Hone ka abhimaan hai
Tujhe bhagwaan
Hone ka abhimaan hai
Sabhi dukhiyon ke
Ukh se tu anjaan hai
Jab na aati hai tujhko
Kisi per daya aa
Jab na aati hai
Tujhko kisi per daya
Kaahe kehlaaye karunanidhaan
Hame itna bata de bhagwaan
Hame itna bata de bhagwaan
Yaha marta hai kyun insaan.