Ham paapi song is from and it is sung by , , , .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chetan Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Aan pade tuhre dwar
Aan pade tuhre dwar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu


Sukh mein tujhko bhul gaye the
Dukh mein tu yaad aayi
Dukh mein tu yaad aayi
Apne bhaktan ki har uljhan
Tune sada suljhayi
Hey maa tune sada suljhayi
Teri daya se kabhi na khali
Ho apne bhandaar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu


Kaise apne mann ki pida
Kaise apne mann ki pida
Mata jujhe sunaye
Mata jujhe sunaye
Balak ki gat maa hi jane
Balak ki gat maa hi jane
Kaise tujhe samjhaye
Hay maa kaise tujhe samjhaye
Aaye hai hum sharan tihari
Rakho laaj hamar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Aan pade tuhre dwar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Raksha karna ho mata hamari
Raksha karna ho mata hamari
Raksha karna ho mata hamari.