Haan gunahgaar hun ishq karta hun main song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
raaste mit gaye manzile kho gayi, kho gayi
meri sanse bhi mujhse khafa ho gayi, ho gayi
dur tak bewajah yuhi chalta hu main
bhigi aankho se bas aahe bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main

koi shikwa nahi koi shikayat nahi
koi markar jiye ye nabayat nahi
jab wohi ab nahi main jiyu kis liye
zindagi ke bina zindagi kis liye
jab koi ab mera hamsafar hi nahi
raaste kyu rahe ye dagar kis liye
zarra zarra yuhi bikharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
o o oho

jab wajah hi nahi iltajaa kyu karu
aarju kis liye, dua kyu karu
tute khwabo ke tukde hai charo taraf
kyu uthhau inhe kis liye kya karu
dil ki dhadkan bhi unse hi mansub hai
ya rab iske siva ab main kya karu
roj jeeta hu, roj marta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu bas ishq karta hu main
dur tak bewajah yuhi chalta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu, ishq karta hu main
bhigi aankho se bas aah bharta hu main
ha gunahgaar hu bas ishq karta hu main
gunahegar, gunahegar, gunahegar