Guzar gaya woh zamana kaisa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Aug 1940.
Guzar gaya woh zamana
Kaisa kaisa kaisa
Guzar gaya wo zamaana
Kaisa kaisa
Hansi khushi ki bahaar thi jismein
Guzar gaya woh zamana kaisa
Kaisaa kaisa, guzar gaya


Phool tamannaon ke jismein
Qadam qadam par khilte the
Ab wo hi rasta ujdaa ban hai
Jispe hai aanaa jana
Kaisaa kaisa, guzar gaya


Hansta huaa ek raaz hai jisase
Kona kona roshan tha
Aisaa bujha ke
Aisaa bujha ke dubara jisko
Minnatein nahin jalana
Kaisa kaisa, guzar gaya


Gaya zamaana phir aayega
Jaane waale jaanege
Gaya zamaana phir aayega
Jaane waale jaanege
Humako na pahachanega jo koyi
Hum bhi, hum bhi
Hum bhii kyun pahchanenge
Aa jaa aa jaa.