Gulabi gulabi aankhon se song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harish Upadyaya, C.D. Shah. This song was released on 18 Sep 1971.
Gulabi gulabi aankhon
Se tu pila de to
Main pine ka naam na lu
Mai pine ka naam na lu


Gulabi gulabi aankhon
Se tu pila de to
Main pine ka naam na lu
Main pine ka naam na lu


Hey sharabi sharabi palko se
Tu thaka de to
Main hatho mein jam na lu
Main pine ka naam na lu


Roop tera jawani se hai ojhal
Roop tera jawani se hai ojhal
Aankh teri nashe ki band bottal
Zara sa zara sa
Ghunghat mukh se
Utha de tu to
Main pine ka naam na lu
Main hatho mein jam na lu


Mere kadam dole mai gir jau
Mere kadam dole mai gir jau
Teri kasam do fir fir jau
Piye bin piye bin hose
Mere udd de tu to
Main pine ka naam na lu
Main hatho mein jam na lu


Kya tujhse mai
Jane kah gaya hu
Kya tujhse mai
Jane kah gaya hu
Sawan me mai
Pyasa rah gaya hu
Pyas piya ki lagi
Tu jo bhujha de to
Main pine ka naam na lu
Main hatho me jam na lu


Gulabi gulabi aankho
Se tu pila de to
Main pine ka naam na lu
Main pine ka naam na lu


Hey sharabi sharabi palko se
Tu thaka de to
Main hatho mein jam na lu
Main pine ka naam na lu.