Gul muskara utha bulbul ye ga utha, baghon me agayi bahar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1954.
gul muskura utha, bulbul ye ga utha
bago me aa gayi bahar
gul muskura utha, bulbul ye ga utha
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar
gul muskura utha, bulbul ye ga utha
bago me aa gayi bahar
gul muskura utha, bulbul ye ga utha
bago me aa gayi bahar

dulhan ke jaisi nayi zindagi ka
dulhan ke jaisi nayi zindagi ka
aaj ye pahla din hai khushi ka
aaj ye pahla din hai khushi ka, din hai khushi ka
mosam ye pyar ka, sajo singar ka
bago me aa gayi bahar
gul muskura utha, bulbul ye ga utha
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar

apna kisi ko jo bana ke dekha
dil ki nigaho me bula ke dekha
jadu sa chal gaya, shama badal gaya
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar

itna bada hai ye duniya ka ghera
itna bada hai ye duniya ka ghera
koi kahi pe zarur hai tera
koi kahi pe zarur hai tera, zarur hai tera
aankhe bichaye ja, miljul ke gaye ja
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar, bago me aa gayi bahar
bago me aa gayi bahar