Goonjne lage hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 31 Jul 1979.
gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka
kehta hain dil aake mil o meri jindagi
tanha na beet jaye, din bahar ka

abhi abhi ek hawa ka jhonka yaad teri le aaya
yaad ke sajoon par dil ne ek parit ka geet sunaya
abhi abhi ek hawa ka jhonka yaad teri le aaya
yaad ke sajoon par dil ne ek parit ka geet sunaya
o meri dilruba sun le jara, kahta hain dil tuz se ye kya afsana
gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka
kehta hain dil aake mil o meri jindagi
tanha na beet jaye, din bahar ka

dilbar mere dil mein kya hain, tu jo isse sun leti
mere sang jiwan ke kitne sapne tu bun leti
dilabar mere dil mein kya hain, tu jo ise sun leti
mere sang jeewan ke kitne sapne tu bun leti
o meri dilruba tu ban shama, aur dekh ja jalta hua parwana
gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka
kehta hain dil aake mil o meri jindagi
tanha na bit jaye, din bahar ka la la la la la la la la