Gokul ki galiyo ka song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Gokul ki galiyo ka nandlala
Are nandlala dekho nandlala
Gokul ki galiyo ka nandlala
Teri nagri me aaya hai brijbala
Brijbala ha ha brijbala
Abke laya hai rang nirala nirala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala


Aali re aali
Aayi kaske kamar brij bala
Aayi kaske kamar brij bala
Chal chalna sambhal ke nandlala
Chal chalna sambhal ke nandlala
Mujhse pada na hoga pahle pala
Brijbala aali re brijbala
Brijbala aali re brijbala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala


Kab tak bacha kar kab tak bacha kar
Rakhogi apni
Makhan ki matki gujariya
Are makhan ki matki gujariya
Are todenge fodegne samne sabke
Dekhegi sari bajariya
Dekhegi sari bajariya
Tera jor tera shor
Tera shor tera jor
Nahi chalne wala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala
Brijbala aali re brijbala
Brijbala aali re brijbala


Abke hamari
Abke hamari aayi hai bari
Sunle yasoda ke chore
Sunle yasoda ke chore
Matki hamari makhan hamara
Kyu khaye gwale ye tore
Kyu khaye gwale ye tore
Ja re tor kahi or kahi or
Ja re chor
Tu hai aisa kaha ka matwala
Brijbala aali re brijbala
Brijbala aali re brijbala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala


Choli masak gayi
Choli masak gayi chunari khisak gayi
Mud gayi re najuk kalai
Mud gayi re najuk kalai
Are natkhat kanahaiya ko sari umariya
Deti firogi duhai
Deti firogi duhai
Mera nam subah sham
Subah sham mera nam
Leke japogi tum mala
Aala aala goivnda aala
Brijbala aali re brijbala
Brijbala aali re brijbala


Gokul ki galiyo ka nandlala
Are nandlala dekho nandlala
Gokul ki galiyo ka nandlala
Teri nagri me aaya hai brijbala
Brijbala ha ha brijbala
Abke laya hai rang nirala nirala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala
Aala aala goivnda aala.