Ghum raha hai chakra song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ghum raha hai chakar jagat ka
Hum tum sab hai dhage
Yahi chuta in dhago se lobh moh
Jo tyage


Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai


Kon pita hai kon hai mata
Kon pita hai kon hai mata
Ek bharam ki door hai
Jeevan ke sab jhuthe nate mati charo
Or hai tu parbhu se nata jod vohi
Sab ka rakhwala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai


Chaya ek aneko chaya maya ka sab
Khail hai maya ka sab khail hai
Tab tak diya jala karta hai jab tak
Usme tail hai jab tak usme tail hai
Chota hoya bada jala ke sabko jwala hai
Amta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Jagat makdi ka jala hai
Jagat makdi ka jala hai om hari om
Jagat makdi ka jala hai om hari om
Jagat makdi ka jala hai om hari om.