Ghar ki murgi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chandrashekhar. This song was released on 30 Jun 1966.
Ghar ki murgi daal barabar
Ghar ki murgi daal barabar
Koi na puchhe baat bhi aakar
Naam zara bhi kuch ho jaaye
Duniya aakar gale lagaye
Ghar ki murgi dal abarabar


Kal to hum aur the
Aaj hum aur hai
Kya se kya ho gaya
Aag mein daur hai
Kal to hum aur the
Aaj hum aur hai
Kya se kya ho gaya
Aag mein daur hai
Yeh watan bhi mera
Meharba ho gaya
Yeh watan bhi mera
Meharba ho gaya
Ho gaya ho gaya ho
Gaya ho gaya
Ghar ki murgi daal barabar
Ghar ki murgi daal barabar


Kya kahu majra har
Sanam hai fida
Ban gayi dosti dusmani ada
Kya kahu majra har
Sanam hai fida
Ban gayi dosti dusmani ada
Jo koi dur tha paas
Wo aa gaya
Jo koi dur tha paas
Wo aa gaya
Aa gaya aa gaya aa gaya
Ghar ki murgi daal barabar
Ghar ki murgi daal barabar.


Ha wohi to bada jo
Badal de jaha
Na mile wo jami gir
Pade aasma
Ha wohi to bada jo
Badal de jaha
Na mile wo jami gir
Pade aasma
Mai yaha mai waha har
Taraf chha gaya
Mai yaha mai waha har
Taraf chha gaya
Chha gaya chha
Gaya chha gaya
Ghar ki murgi dal abarabar
Koi na puche bat bhi aakar
Nam jara bhi kuch ho ajye
Duniya aakar gale lagaye
Ghar ki murgi dal abarabar
Koi na puchhe baat bhi aakar
Naam zara bhi kuch ho jaaye
Duniya aakar gale lagaye
Ghar ki murgi dal abarabar
Ghar ki murgi dal abarabar.