Gham kee vaadee me song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Dec 1952.
gam ki vaadi me khushi kaa kaarvaan khone laga
ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga

gam ki vaadi me khushi kaa karvaan khone laga
ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga
ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga

kaun samajhega mohabbat ki bhala majburiya

do dilo ki chaahte duniya ki namanjuriya
muskuraane hi se pahale pyaar kyon rone laga
ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga
ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga

saamne aankho ke mere ishk kaa anjaam hai

hai agar ye jindagi toh maut kis kaa naam hai
ranj-o-gam jaage, nasiba pyaar kaa sone laga