Gham ham ko diye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Khurshid Anwar. This song was released on 01 Jan 2018.
Gham ham ko diya humyaaro ne
Dil tod diya dildaaro ne
Begana samaj kar thukaraya
Tumko hi apne pyaro ne


Gham ham ko diya humyaaro ne
Dil tod diya dildaaro ne
Begana samaj kar thukaraya
Tumko hi apne pyaro ne
Gham ham ko diya


Jo kuch bhi kiya apno ne kiya
Apno ki shikayat kyaa karte
Jo kuch bhi kiya apno ne kiya
Apno ki shikayat kyaa karte
Khamosh rahe fariyaad na ki
O jhulmo sitam ke sitamgaro ne
Begana samaj kar thukaraya
Tumko hi apne pyaro ne
Gham ham ko diya


Thukaraye huye tere darke
Hum pardesi ab jaaye kaha
Thukaraye huye tere darke
Hum pardesi ab jaaye kaha
Sar apna na takara na sake
Munh fer liya deewaro ne
Begana samaj kar thukaraya
Tumko hi apne pyaro ne
Gham ham ko diya humyaaro ne


Gham ham ko diya humyaaro ne
Begana samaj kar thukaraya
Tumko hi apne pyaro ne.